Parwah karo uski jo aapki parwah kare, jindgi mein jo kabhi ruswa na kare, jaan banke utar jayo uski jaan mein, jaan aap par jo apni jaan kurban ker de …
Raat Ko Raat Ka Tohfa Nahi Dete, Phool ko phool ka tohfa nahi dete, Dene ko hum aapko chaand bhi de sakte hain, Lekin chaand ko chaand ka tohfa nahi dete.