Tumne Mera Dard Agar Samjha Hota, Toh Yoon Jamaane Ne Mujhe Na Mitaya Hota, Rusvayi Toh Ishq Ki Saugat Hoti Hai, Kaash Tumne Ise Palkon Par Uthaya Hota, Toh Na Ajab Asool Kabhi Ulfat Ka Hota
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.