Dil ne tere pyar per majbur mujh ko kardiya Is jahaan ki har khushi se dur mujh ko kardiya Jis qadar chaha tha dil ne pass tere aane ko Is qadar dunya ne tujh ko mujh se dur kardiya
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.