Karta rha Fareb koi saadgi k sath Itna bada Mazak ...

Dard Shayari Wishes

By vaibhav kohade | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Karta rha Fareb koi saadgi k sath
Itna bada Mazak meri Zindagi k sath
Shayad Mili saza Is Jurm ki mujhe
Ho gya tha Pyaar Mujhe 1 Ajnabi k sath..
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares