Dil ke zakham dikhane se Kya faida. Kahani dard ki ...

Dard Shayari Wishes

By jaBEWAFA | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Dil ke zakham dikhane se Kya faida.
Kahani dard ki sunane se Kya faida.
Jab taqdeer hi humse ruthi huwi hai.To ilzaam un pe lagane se Kya faida
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares