Dil ke mehmaan ban jao, ankho ke armaan ban jao, ...

Funny Shayari Wishes

By fggauri@gmail | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 1 shares
Dil ke mehmaan ban jao,
ankho ke armaan ban jao,

hontho ki muskan ban jao,

yeh sab bhi ban jana lekin,

pehle zara,

cartoon se,

insaan to ban jao
View All Funny Shayari Wishes

Next Wishes

In Funny Shayari Wishes
Ishq mein ye anjaam paaya hai,
Haath pair toote, muh se khoon aaya hai,
Haspatal pohanche to nurson ne farmaya
Baharon phool barsayo
Kisika mehboob aaya hai.

By maku # 645
In Funny Shayari Wishes
87 1
15 shares