Uski baaton ko baar-2 yaad kar k roye, Uske liye dar pe fariyad kar k roye. Uski khushi k liye use chhod diya, phir use kisi or k sath aabaad kar k roye...
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.