tumhari kasam main tumhara na ho saka, tumhara hi ...

Sad Shayari Wishes

By RAKESH MANDAVI | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
tumhari kasam main tumhara na ho saka,
tumhara hi kya mai kisi ka na ho saka,
rahega dhukh anth tak isika,
bhatkti lahar hoon kinara na ho saka.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares