mohabbt agar hoti itni aasan to itne ashiqo ne apni jaan na gawayi hoti.. dard jab hadse jyada gujarta hai is dil me to puchta hu khuda se. tera kya jata agar tune mohabbat na banayi hoti..
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.