Jane Tujpe Itna Yakin Kyu Hai Tera Har Khyal Itna ...

Sad Shayari Wishes

By MeraSanam | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Jane Tujpe Itna Yakin Kyu Hai
Tera Har Khyal Itna Hasin Kyu Hai
Log Kehte H Pyar Ka Dard Meetha Hota Hai
Par Anko Se Nikla Ansu Namkeen Kyu Hai
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares