Aasan To Nahi Apni Hasti Se Guzar Jana Utra Jo Samandar Mein Darya ..to Bohat Roya Jo Shakhs Na Roya Tha Tapti Rahon Mein Dewaar Ke Saye Mein Baitha To Bohat Roya.
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.