Manzile bahut hain Afsane bahut hain, Raahe zinda ...

Sad Shayari Wishes

By anmol kakkar | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Manzile bahut hain
Afsane bahut hain,

Raahe zindagi mein
Imtehan aane bahut hain,

Mat kar gila uska
Jo na mila tujhe,

Es duniya mein
Jine ke bahaane bahut hain.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares