uski aarzu meri zindagi ka wo khwab he,jiski manjil hi nahi, rasta bhi kharab he,hasi se mere dard ka andaza na lagana dil ka har panna dard ki kitab he
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.