Baadlon ke piche Chaand ko machalte dekha hai, Pa ...

Romantic Shayari Wishes

By Pratham Maan | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Baadlon ke piche Chaand ko machalte dekha hai,

Palkon ke niche nazron ko sambhalte dekha hai,

Dekha nahi to bas tujhe naqaab me sanam

Aise to humne Aaine ke samne chehro ko badalte dekha hai.
View All Romantic Shayari Wishes