Tumhari dosti, tumhari har wafa hi kafi hai, tamam umar yeh asra hi kafi hai. Jahan kahi bhi milo mil ke muskara dena, khushiyo ke liye yeh hasi hi kafi hai…
Chand adhoora hai sitaron ke bina, Gulshan adhoora hai bahaaron ke bina, Samundar adhoora hai kinaron ke bina, Jeena adhoora hai tum jaise yaaron ke bina!!!