Mana ki khwab na ban sake teri ankhon ka. Ashk ban ...

Dard Shayari Wishes

By Asheesh Singh | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Mana ki khwab na ban sake teri ankhon ka. Ashk ban ke teri ankhon me utar jayenge.
Mar ke bhi juda na honge tujhse. Khak ban ke teri rahon me bikhar jayenge.
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares