Ek Din Uske Har Sawal Ka Jawab Tha Main, Kabhi Wo ...

Sad Shayari Wishes

By vivek sarakte | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Ek Din Uske Har Sawal Ka Jawab Tha Main,
Kabhi Wo Meri Sehzadi Or Uska Nawab Tha Main,
Aaj Sabhi Khat Faad Dale Usne Mere Samne,
Or Bataya Uski Nazron Mein Kitna Kharab Tha Main.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares