Aisa b kya kasur hum ne kar diya ki apne is tarah ...

Hindi Shayari Wishes

By smayal mayal | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Aisa b kya kasur hum ne kar diya ki apne
is tarah se gair hame kar diya maaf karna
humari galtiyon ko jinki wajah se aap ne
yaad karna kam kr diya....
View All Hindi Shayari Wishes

Next Wishes

In Hindi Shayari Wishes
Tujhe khawabon se koi door na kare,

Tujhse narazgi ki koi bhool na kare,

Har sheesha tere Chehre ka gulaam ho jaye,

Varna toot jaye wo aaina jo tujhe kubul na kare.

By pal ji # 196
In Hindi Shayari Wishes
11 0
10 shares