Wada kar lete hai nibhana bhul jaate hai, lagakar ...

Dard Shayari Wishes

By 9254710053 | Added 10 Years Ago, 4 shares
Wada kar lete hai nibhana bhul jaate hai, lagakar aag bhujana bhul jaate hai,
ye to adat ho gayi ab unki roz ki,
rulate hai aur manana bhul jaate hai.
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares