Unki galiyo ki hawa har dard ki dawa ban gayi, doo ...

Sad Shayari Wishes

By 9254710053 | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Unki galiyo ki hawa har dard ki dawa ban gayi, doori unki meri chahat ki sazaa ban gayi, kaise bhulu unhe ek pal ke liye, unki yaad to jine ki wajah ban gayi.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares