wo ruth gaye, sare armaan mere tut gaye nafrat ka dhong unhone esa dikhaya wo patthar banke jeene lage hum shisha banke tut gaye......................................................
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.