Ab na karenge wafa ki umeed kisi se, Humne har ka ...

Sad Shayari Wishes

By 9254710053 | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Ab na karenge wafa ki umeed kisi se,
Humne har kadam par bewafai pai hai,
Mat dhoondo hamare jism par chhot ke nishaan,
Humne har chhot dil par khai hai.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares