Pyaar wafa sab kuch mita diya hota. Aapka naam ta ...

Sad Shayari Wishes

By 9254710053 | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Pyaar wafa sab kuch mita diya hota.
Aapka naam tak bhula diya hota.
Aapki tasveer agar dil me na hoti,
To khuda ki kasam khud ko bhi jala diya hota.!
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares