Kuch to tanhai k lamhon ka sahara hota tum hote ya ...

Sad Shayari Wishes

By 9875288111 | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Kuch to tanhai k lamhon ka sahara hota
tum hote ya phir zikar tumhara hota
koi hamdard zamane mein na paya hum ne
dil ko hasrat hi rahi koi hmara hota.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares