Kuch lamho ko yad kr din raat main rota hu, aksr aisa tb hota hai jb tanha hota hu, uske jane k baad yhaan kuch aalam aisa hai, k sbk beech yahan aksr main tanha hota hu. . . .
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.