kyun dur dur tak andhera nazar aata hai, duniya ka ...

Sad Shayari Wishes

By 9816334585Lucky | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
kyun dur dur tak andhera nazar aata hai, duniya ka har dukh mujhe mera nazar aata hai, kyun zindgi nazar aati hai andhere ki tarah , kyun maut ka saya mujhe sawera nazar aata hai..
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares