Tera naam labon pe aata hai, ankhon me nami aa jat ...

Sad Shayari Wishes

By 9816334585Lucky | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Tera naam labon pe aata hai, ankhon me nami aa jati hai,
Jb yaad aye tanhai me saanson me kami aa jati hai ....
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares