Itna Haq Unpar Jataya Kyon Tha, Unko Apna Khuda Banaya Kyon Tha, Aaj Toota Hai Dil To Ehssas Hua, Iss Pagal Dil Ka Kehna Mankar, Ke Unse Ye Dil Lagaya Kyon Tha.
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.