Kash jate hue waqt ko rok sakte, aap k sath guzara ...

Sad Shayari Wishes

By shweta dhingra | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Kash jate hue waqt ko rok sakte,
aap k sath guzara har lamha jod sakte,
na jane kitni yaden h dil me,
kash hum zindagi ko piche ki taraf mod sakte.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares