Gamon ne ghera hai mujhe hawa ki tarah, Main jal r ...

Sad Shayari Wishes

By 9816334585Lucky | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Gamon ne ghera hai mujhe hawa ki tarah,
Main jal raha hu dheere dheere shama ki tarah.

Mere dard ki nahi dawa koi,
Is dard ka annt nahi asmaan ki tarah.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares