Aap ne majboor kar diya, jane kyun khud se door ka ...

Sad Shayari Wishes

By 9816334585Lucky | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Aap ne majboor kar diya,
jane kyun khud se door kar diya,

Ab bhi yehi sawal hai dil me,
ham ne kya aisa kasoor kar diya..
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares