Dil k sab armano ko daba rakha hai, dard is dil ka duniya se chupa rakha hai, jane kb sath chod jayen saansen meri, jane kiski duaon ne bacha rakha hai..
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.