Jindgi gamo ka ek parinda hai khushiya aaj kal chunida hai kabhi uaad kar liya karo is nachiz ko yaro ye shakhs bura hi sahi magar abi tak mra nhi hai.
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.