Mere ansuon pe nigah thi sbki, Main zra sa n smbhlta to ye bikhr jate. Khuda ka shukr hai k wqt pe barse badal, sbk samne chalkte ansu, to hm bhana kya lgate??
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.