Dard lekar muskurana seekh liya, Apne aap se Dil l ...

Dard Shayari Wishes

By 9816334585Lucky | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 1 shares
Dard lekar muskurana seekh liya,
Apne aap se Dil lagana Seekh liya,
Ab koi gum de to hansi aati hai,
Kaise parakhte hain apna begana seekh liya..
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares