Itne dhoke khaye hain k aitbar khtm ho gya, Apna b ...

Sad Shayari Wishes

By 9816334585Lucky | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Itne dhoke khaye hain k aitbar khtm ho gya,
Apna ban ke sabne dil toda aur Pyar khtm ho gaya,
vo tha to dil me chaht thi is zindagi ko jeene ki,
uske jane se lagta hai mera sansaar khtm ho gaya.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares