Tuta hua zameen par gulab hamara tha . murjhaya hu ...

Sad Shayari Wishes

By Diljale*GR* | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Tuta hua zameen
par gulab hamara tha
.
murjhaya hua gulaabo ka
wo bag hamara tha
.
lakho ke beech jo
poora na huaa
.
wo tuta hua
khwab hamara tha.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares