Wo bi kya din the: MUMMY ki goad aur PAPA k kandhe, Na padhai ki soch. Na life k funde! Manzilo ko dhundte hum kaha kho gaye, Kyu yaar hum itne bade ho gaye?
Doobta hai to paani ko dosh deta hai, Girta hai to pathar ko dosh deta hai, Insaan bhi bada ajeeb hai, Kuch kar nahi paata hai to, Kismat ko dosh deta hai.