dard sabko sunane ki jarurat kya hai, apne sath sabko rulane ki jarurat kya hai, waqt yuhi kam hai zindgi ke liye, ruth kar waqt bitane ki jarurat kya hai...
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.