Wahi purana aashiyaa, wahi purani aankein Par aaj bhi toote huye kuch khawaab na mile Wahi purani murat, wahi purani khudayee Par aaj bhi humme kuch jawaab na mile.
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.