Aaj uski yaado ne tarpaya bahut Aaj na chahte hue b wo yaad aaya bahut Uske jane k baad to akelepan se dosti ho gayi thee Phir kyo tanhaiyo ne aaj daraya bahut.....
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.