Ye yaad nahi kab pyar huwa bas yaad raha humen pya ...

Love Shayari Wishes

By jony singla | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Ye yaad nahi kab pyar huwa
bas yaad raha humen pyar tera,

jab pyar huwa sab bhool gay
ek yaad raha bas naam tera,

hum apni baaten bhool gay
humen yaad raha bas sath tera,
View All Love Shayari Wishes

Next Wishes

In Love Shayari Wishes
Koi kehta hai pyar nasha ban jata hai,
Kkoi kehta hai pyar saza ban jata hai,

Par pyar karo agar sachhe dil se,
To pyar jine ki wajah ban jata hai...

By Diljale*GR* # 9
In Love Shayari Wishes
26 0
2 shares