kia dukh hai samandar ko bata bhi nahe sakta aanso ...

Sad Shayari Wishes

By jony singla | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
kia dukh hai samandar ko bata bhi nahe sakta
aansoo ki tarhan aankh tak aa bhi nahe sakta
tu chor raha hai to khata is main teri kia
har shakhs mera saath nibha bhi nahe sakta..
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares