Haara hun main mohabbat ki har baji har imtihaan k ...

Sad Shayari Wishes

By manku 9896886868 | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Haara hun main mohabbat ki har baji har imtihaan ko;
Kyun nahi milti kamyabi is sansar me dil ki juban ko;
Mujhe shikayat nahi hai gairon se kabhi ;
Jab apno ne hi diya hai mera naam har iljaam ko.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares