Tujhse Juda hokar ab raha nhi jata Tujhse door hone ka dard ab saha nhi jata, Ek baar lautkar aa jao sanam k ab jiya nhi jata, Teri yaadon k sahare ab kuch kiya nhi jata
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.