Jitna bhi aitbar kiya, utna he dhokha khaya, Ab ja ...

Sad Shayari Wishes

By 9816334585Lucky | Added 12 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Jitna bhi aitbar kiya, utna he dhokha khaya,
Ab ja k meri samajh aya, jb thokron ne samjhaya,
ki waqt, dost, kismat aur apne,
jane kis waqt badal jayen......
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares