Tanhai ki raat thi aur khwabon ka mela tha, sab ay ...

Sad Shayari Wishes

By 9816334585Lucky | Added 11 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Tanhai ki raat thi aur khwabon ka mela tha,
sab aye the mujse milne fir bhi main akela tha,
sab me bhi main tanha tha pr dosh kisi ka b na tha,
meri kismat ne mere sath kuch khel he aisa khela tha..
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares