Saans tham jati hai par jaan nahi jati, dard hota ...

Sad Shayari Wishes

By susant rout | Added 11 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Saans tham jati hai par jaan nahi jati,
dard hota hai par aawaz nahi aati,
ajib log hai is zamane mein,
koi bhul nahi pata aur kisi ko yaad nahi aati.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares