tumhare pass hun per jo duri hai samjhta hun. tumh ...

Sad Shayari Wishes

By Mandy | Added 11 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
tumhare pass hun per jo duri hai samjhta hun.
tumhare bin meri hasti aduri hai samjhta hun.
tumhein mein bhul jaaun ye mumkin nahi lekin.
tumhiko bhulna jaruri hai samjhta hun.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares