Koi pakar to koi khokar juda hota hai. Koi hanskar to koi rokar juda hota hai. Magar juda hone ka dard tab hota hai. Jab koi kisi ka hokar juda hota hai...!!
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.